O Zamana Bhi kya Zamana Tha
Tu Deewani Thi My Deewana Tha

Tu Meri Hoo gayi Aur My Tera
Sab Ke Hounto pe Ye Fasana Tha


Is Tarha Ishq Tar O Taza Raha
Roz khwabo Me Aana Jana Tha

Sath Sabaqo ke Jisko Yaad kiya
Usko kaise Haraf Bhulana Tha 

Pages